Premium APP
ES
English
Español
Português
हिन्दी
Bahasa Indonesia
にほんご
한국어
ภาษาไทย
Deutsch
Français
русский
简体中文
繁體中文

Living In The City Chords by aleemrk Umair

  • Key: Cm
  • BPM: 107
  • Capo: no capo

PULSO FUERTE


LIVING IN THE CITY ACORDES

[Intro]
Cm Gm Cm Ebmaj7 Ab Ebmaj7 Cm Bb
                       
Ab Abmaj7 G7 Cm Bb Ab G7 Bb
                   


[Verse]
Cm   C7        Cm           Bb 
Mein baat karu parde me rae kee
                    Ab     
Tu raaz mere kin ko bataega
                        G7     
Mein khaas karu arse se shayari
                        Cm   
Wo poochte hai kitne me ayega
     Cm                        
Mein yaad karu milti nahi saeki
Bb                 Ab     
Tu haq bhala kitne jataega
                         G7  
Mein bhai mere doobne ka aadi
Gm           Bb            
Tu bhai mera kitna bachaega
Cm                                         
Living in the city jaha koi mera khaas nahi
Bb                                        
Living in the city jaha koi mere sath nahi
Ab                                    
Living in the city jaha sab bante baap
G7                                         
Likin dogla mijaaz koi bhi sunta awaaz nahi
Cm            Cm7                         
Living in the city jaha maut se bhi raabta
Bb                                         
Living in the city jaha jeena bhi azaab tha
Ab                                        
Living in the city jaha pyaar doge 4 gunna
Gm                 Bb             
8 gunnah kar ke wo 10 gunna kaatta
Cm                                             
Khuwaishe murda kuch bhi mangunga nahi maut tak
Bb                                                   
Thokar kha ke girta mujhe pe jachta nahi koi shortcut
Ab                                      
Life is a race mene kar ke dekhi job tak
G7                  
Kama to lu urau kaha
                     G7 
Mar chuke mere shauk sab
Cm                                             
Logon se nahi milta mera is jahan pe bohot shaq
Bb                                        
4 bande maare han tu Karachi ka bohot thug
Ab                                        
Jin logo ke sath zindagi ke 7 saal guzaare
   G7                    
Un ne daga dee ab saza ye
     Bb                        
Mein nahi hu un kee pohonch tak
Cm                    C7                    
Maatha tek maatha tek duniya tujhe like deri
Bb                                                      
Jaha tak mujhe yaad hai me to nahi tha kal tak type teri
Ab                                    
7 maheene gayab raha suni ek awaaz bas
Gsus4            G7                          
Gaana phek gaana phek toot rahi hai hype teri
Cm                                             
Pagal hai kya beta mene is lie likhe gaane nahi
Bb                                                  
Jis duniya se lataaluki wohi duniya mujhe jaane bhai
   Ab                                          
Jo kal ko maara bhund to kiya tu dega mera sath
Gsus4                          Gm                 
Agar nahi to meri jaan khud ko fan mera maane nahi
C7                                      
Laakho me kamata par uraya mene kaha par
Bb                                            
Baatu yaha niwaale haq se maanguga me waha par
Ab                                
Jaha par jani jeena bhi asaan hoga
G7     Gsus4                               
Sab se pehli baat ke insaan bhi insaan hoga
Cm                                          
Khud se bolu jhoot ke ab yaad teri aati nahi
Bb                                             
Mashoor hee na hota jo tu zindagi se jaati nahi
Ab                                    
Decemeber ke maheene 7 shows mana kare
   G7                   Bb                           
Us kee waja ye mashoori mujhe kabhi kabhi khaati bhai
Cm                                                  
Han itna bhi mashoor nahi par jitna bhi hu ziada hai
Bb                                          
Jitna mene dia shayad us ka bhi ye aadha hai
Ab                                         Gm 
Jitna banda khota us ka dugna hee to paata hai
                  G7                       
Izzat itni aaj to kiya zillat ka andaza hai
Cm                                             
Badla nahi me fame le kar ab bhi jaana wahee hu
Bb                                            
Ab bhi khaata dhakke kabhi kaha kabhi kahee hu
Ab                                         
Izzat itni bani ke burai hee nahi kar paate
Gm                           Bb                  
Meri khench lena taang jo me kal ko idhar nahi hu
Cm                                         
Living in the city jaha koi mera khaas nahi
Bb                                        
Living in the city jaha koi mere sath nahi
Ab                                    
Living in the city jaha sab bante baap
G7                                         
Likin dogla mijaaz koi bhi sunta awaaz nahi
Cm                                        
Living in the city jaha maut se bhi raabta
Bb                                         
Living in the city jaha jeena bhi azaab tha
Ab                                        
Living in the city jaha pyaar doge 4 gunna
Gm                 Bb             
8 gunnah kar ke wo 10 gunna kaatta


[Outro]
Cm Gm Cm Ebmaj7 Ab
             


[End]
Original
Fácil
Transponer
Capo
Cambio de tono
Velocidad
A
x
Abrir en nuestra aplicación para la mejor experiencia
abrir