Premium APP
PT
English
Español
Português
हिन्दी
Bahasa Indonesia
にほんご
한국어
ภาษาไทย
Deutsch
Français
русский
简体中文
繁體中文
nav more action

YE TUNE KYA KIYA Chords by JAVED BASHIR, PRITAM, & RAJAT ARORA

  • Key: G
  • BPM: 92
  • Capo: no capo
song
Capa de IA desta música
ACORDES
BATIDAS
ABA

TEMPO FORTE

arrow button

YE TUNE KYA KIYA ACORDES

[Verse]
Dsus4 G                  
      Ishq Woh Bala Hai
         G       
Ishq Woh Bala Hai
      G                       
Jisko Chhuaa Isne Woh Jala Hai
                G    
Dil Se Hota Hai Shuru
            G        
Dil Se Hota Hai Shuru
                           G  
Par Kambakht Sar Pe Chadha Hai
              G             
Kabhi Khud Se Kabhi Khuda Se
                 Dsus4   
Kabhi Zamaane Se Lada Hai
G                        
Itna Hua Badnaam Phir Bhi
                      Dsus4 G
Har Zubaan Pe Ada Hai      


[Chorus]
     D  G Dsus4      G
Ishq Ki  Saazishein 
D G                
 Ishq Ki Baaziyaan
D7    G           
Haara Main Khel Ke
   G            
Do Dilon Ka Juaa


[Verse]
          C           G 
Kyun Tune Meri Fursat Ki
         C                G 
Kyun Dil Mein Itni Harqat Ki
      C         Em       
Ishaq Mein Itni Barqat Ki
   D            
Ye Tune Kya Kiya
      C  G               
Phiru Ab Maara Maara Main
          Am      A     G   
Chaand Se Bichhda Taara Main
       Em        Em7       
Dil Se Itna Kyun Haara Main
   D        G   
Ye Tune Kya Kiya
C                       D                   
Saari Duniya Se Jeet Ke Main Aaya Hoon Idhar


[Chorus]
Am   Am7     C          D             G   
Tere Aage Hi Main Haara Kiya Tune Kya Asar
            C    G         
Main Dil Ka Raaz Kehta Hoon
       C            G        
Ke Jab Jab Saansein Leta Hoon
     C       Em       
Tera Hi Naam Leta Hoon
        Asus4 D   
Ye Tune Kya   Kiya


[Inst]
G D G D G D G D
       
G D G
  


[Verse]
                               C7
Meri Baahon Ko Teri Saanson Ki Jo
                   C7   
Aadatein Lagi Hain Waisi
                      G        
Jee Leta Hoon Ab Main Thoda Aur
G                 
Meri Dil Ki Ret Pe
C7                          G   
Aankhon Ki Jo Pade Parchhai Teri
                       G        
Pee Leta Hoon Tab Main Thoda Aur


[Chorus]
C                     
Jaane Kaun Hai Tu Meri
     D                 
Main Naa Jaanu Ye Magar
C                             G     
Jahaan Jaaun Main Karoon Main Wahaan
G            
Tera Hi Zikar
      C        G        
Mujhe Tu Raazi Lagti Hai
          C           G  
Jeeti Hui Baazi Lagti Hai
C             Em       
Tabiyat Taazi Lagti Hai
        D   Dsus4
Ye Tune Kya Kiya 
            C    G         
Main Dil Ka Raaz Kehta Hoon
       C            Am7  G   
Ke Jab Jab Saansein Leta Hoon
        C    Em       
Tera Hi Naam Leta Hoon
   D        G   
Ye Tune Kya Kiya


[Inst]
Bm7 C G C D C
       
G Asus4 G
      


[Verse]
              G7           G   
Dil Karta Hai Teri Baatein Sunu
           C7      G    
Saude Main Adhoore Chunu
               G     
Muft Ka Hua Ye Faayda
                          C7    
Kyun Khud Ko Main Barbaad Karoon
                  C7    
Fanaa Hoke Tunhse Miloon


[Chorus]
                 G      C
Ishq Ka Ajab Hai Qaayda 
                        G              
Teri Raahon Se Jo Guzri Hain Meri Dagar
C                            G                 
Main Bhe Aage Badh Gaya Hoon Thoda Hoke BeFikar


[Bridge]
         C            G   
Kaho Toh Kis Se Marzi Loon
         C      G        
Kaho Toh Kis Ko Arzi Doon
       C                  
Hansta Ab Thoda Farzi Hoon
   D            
Ye Tune Kya Kiya
C    G C G        C    D     G   
Main    Dil Ka Raaz Kehta Hoon


[Chorus]
          C        G    C G C Em D G   
Ke JabJab Saansein Leta       Hoon
        C          G C G
Ishq Ki Saazishein   
C       Em        G
Ishq Ki Baaziyaan 
           C    G  C
Haara Main Khel Ke 
G    C     Em G Em   C
 Do Dilon Ka  Juaa 


[End]
Original de IA
Fácil
Inteligente
Autorolagem
G
Transpor
Simplificar
0
Pitch Shift
Faixas
1
Velocidade
CountIn icon
Contagem
0
Capotraste
Volume icon
Volume
A
x
Abra em nosso aplicativo para a melhor experiência
abrir
Comentários